4 line poetry | Four line Shayari Urdu & English SMS | Best 4 line Urdu poetry
All in all, what precisely is the poetry? What's more, is each bit of 2 lines or 4 lines explanations are poetry? The poem is said as the language giving one's feelings. Individuals change their beliefs into words that turn into the verse we like to seeafter.Urdu Poetry is cherishedby everybody, aside from the individuals who handle Urdu completely. Four line Urdu Shayari is striking in India and Pakistan.
Aay Pholon Ki Raani
Aay Pholon Ki Raani Baharon Ki Malka
Tere Muskurana Gazab Ho Gaya
Na Dil Hosh Main Hai Na Ham Hosh Main Hain
Nazar Ka Milana Gazab Ho Gaya..!
اے پھولوں کی رانی بہاروں کی ملکہ
تیرا مسکرانا گزب ہو گیا
نہ دل ہوش میں ہے نہ ہم ہوش میں ہیں
نظر کا ملانا گزب ہو گیا
Shaam Ki Laali Raat Ka
Shaam Ki Laali Raat Ka Kaajal
Aur Subbah Ki Taqdeer Ho Tum
Chalta Phirta Taaj Mehel
Aur Saansain Laita Kashmir Ho Tum..!
شام کی لالی رات کا ‘ کاجل
اور صبح کی تقدیر ہو تم
چلتا پھرتا تاج محل
اور سانسیں لیتا کشمیر ہو تم
Aaj Mujhay Ye Batanay Ki
Aaj Mujhay Ye Batanay Ki iJazat Day Do
Aaj Mujhay Ye Shaam Sajanay Ki iJazat Day Do
Jaana Apnay ishq Main Mujhay Qaid Kar Lo
Aaj Jaan Tum Par Lutanay Ki iJazat Day Do..!
آج مجھے یہ بتانے کی اجازت دے دو
آج مجھے یہ شام سجانے کی اجازت دے دو
جانا اپنے عشق میں مجھے قید کر لو
آج جان تم پر لٹانے کی اجازت دے دو
Udaas Hon Par Tujh Se
Udaas Hon Par Tujh Se Naraz Nahin
Dil Main Hon Par Tere Paas Nahin
Jhoot Kahon To Sab Kuch Hai Mere Paas
Sach Kahon To Tere Siwa Kuch Bhe nahin..!
اداس ہوں پر تجھ سے ناراض نہیں
دل میں ہوں پر تیرے پاس نہیں
جھوٹ کہوں تو سب کچھ ہے میرے پاس
سچ کہوں تو تیرے سوا کچھ بھی نہیں
Bagair Jaanay Pehchanay
Bagair Jaanay Pehchanay iqrar na KiJiay
Muskura Kar Dilon Ko Bay Qarar Na KiJiay
Kabhe Kabhe Phool Bhe Day Jatay Hain Zakham Gehray
Har Phool Par Youn Aitbaar Na KiJiay..!
بغیر جانے پہچانے اقرار نہ کیجیے
مسکرا کر دلوں کو بے قرار نہ کیجیے
کبھی کبھی پھول بھی دے جاتے ہیں زخم گہرے
ہر پھول پر یوں اعتبار نہ کیجیے
Jese Suhani Hoti Hai Khushbo
Jese Suhani Hoti Hai Khushbo Gulaab Main
Wese He Tera Zikar Hai Meri Kitaab Main
Maana Kay Chand Husn Main Zarb Ul Misaal Hai
Us Se Bhe Tum Haseen Ho Mere Hisaab Main..!
جیسے سہانی ہوتی ہے خوشبو گلاب میں
ویسے ہی تیرا ذکر ہے میری کتاب میں
مانا کہ چاندحسن میں ضرب المثال ہے
اس سے بھی تم حسین ہو میرے حساب میں
Tere Hijar Main Guzray Howay
Tere Hijar Main Guzray Howay Saalon Se Muhabbat
Ye Haal Kay Paon Kay Bhe Chaalon Se Muhabbat
Jo Tujh Se Ho Wa Basta Us Har Chez Se Hai ishQ
Tere Naam Se Tere Zikar Kay Hawalon Se Muhabbat..!
تیرے ہجر میں گزرے ہوئے سالوں سے محبت
یہ حال کے پاوٴں کے بھی چھالوں سے محبت
جو تجھ سے ہو وابستہ اُس ہر چیز سے ہے عشق
تیرے نام سے تیرے ذکر کے حوالوں سے محبت
Mujhay Lay Chal APnay Sang
Mujhay Lay Chal APnay Sang Piya
Meri Aankh Main Tera Rang Piya
Ab Mujh Ko Main Se To Kar Day
Main Apnay Aap Se Tang Piya..!
مجھے لے چل اپنے سنگ پیا
میری آنکھ میں تیرا رنگ پیا
اب مجھ کو “ میں” سے “ تو ” کردے
میں اپنے آپ سے تنگ پیا
Nawazish KiJiay
Nawazish KiJiay Ham Par
Tohfa Qabool Kar Kay
Lafzon Ki Banawat Kay Saath
Dil Ka Nazrana Paish Kartay Hain
نوازش کیجیے ہم پر
تحفہ قبول کر کے
لفظوں کی بناوٹ کے ساتھ
دل کا نذرانہ پیش کرتے ہیں
Rishta Banana itna Asaan Hai
Rishta Banana itna Asaan Hai
Jese Matti Pe Matti Se Matti Likhna
Aur Rishta Nibhana itna Mushkil Hai
Jese Paani Pe Paani Se Paani Likhna..!
رشتہ بنانا اتنا آسان ہے
جیسے مٹی پہ مٹی سے مٹی لکھنا
اور رشتہ نبھانا اتنا مشکل ہے
جیسے پانی پہ پانی سے پانی لکھنا
Uthti Rehti Hai Aik Gird
Uthti Rehti Hai Aik Gird Mujh Main
Kon Phirta Hai Dar Badar Mujh Main
Mujh Ko Mujh Main Jaga Nahin Milti
Wo Mojood is Qadar Hai Mujh Main..!
اٹھتی رہتی ہے ایک گرد مجھ میں
کون پھرتا ہے دربدر مجھ میں
مجھکو مجھ میں جگہ نہیں ملتی
وہ موجود اس قدر ہے مجھ میں
Tere Naam Se Muhabbat ki Hai
Tere Naam Se Muhabbat ki Hai Tere Ehsaas Se Muhabbat Ki Hai
Tum Mere Pas Nahin Phr Bhe Tumhari Yaad Se Muhabbat Ki Hai
Kabhe Tum Ne Bhe Mujhay Yad Kia Hoga Mainay Un Lamhaat Se Muhabbat Ki Hai
Tum Se Milna To iK Khawab Sa Lagta Tha Mainay Tere intazar Se Muhabbat ki Hai..!
تیرے نام سے محبت کی ہےتیرے احساس سے محبت کی ہے
تم میرے پاس نہیں پھر بھی تمہاری یاد سے محبت کی ہے
کبھی تم نے بھی مجھے یاد کیا ہوگ امیں نے اُن لمحات سے محبت کی ہے
تم سے ملنا تو اِک خواب سا لگتا تھامیں نے تیرے انتظار سےمحبت کی ہے
Agar To Kar Lay Qabool
Agar To Kar Lay Qabool Meri Muhabbat
Duniya Se Rishta Ham Tor Aaingay
To Lay Chal Hamain Sath Apnay
Ham Tere Liay Apni Ye Duniya Chor Aaingay..!
اگر تو کرلے قبول میری محبّت
دنیا سے رشتہ ہم توڑ آئیں گے
تو لے چل ہمیں ساتھ اپنے
ہم تیرے لیے اپنی یہ دنیا چھوڈ آئیں گے
Tujh Se ishq Kar Lia
Tujh Se ishq Kar Lia Ab Khasara Kesa?
Dariyai Muhabbat Main Jo Utar Gaya Ab Kinara Kesa?
ik Baar Tere Ho Gaey Bas Ho Gaey
Roz Karna Naya istakhara Kesa..!
تجھ سے عشق کر لیا اب خسارہ کیسا ؟
دریائی محبّت میں جو اتر گیا اب کنارہ کیسا ؟
اک بار تیرے ہو گئے بس ہو گئے
روز کرنا نیا استخارہ کیسا ؟
Khuda Ko Dikh Raha
Khuda Ko Dikh Raha Hoga
Na Dil Tujh Se Juda Hoga
Teri Taqdeer Main Mujh Ko
Wo Ab To Likh Raha Hoga..!
خدا کو دِکھ رہا ہو گا
نہ دل تجھ سے جدا ہو گا
تیری تقدیر میں مجھ کو
وہ اب تو لکھ رہا ہوگا
Tujh Ko Daikha To
Tujh Ko Daikha To Sairay Chashm Howay
Tujh Ko Chaha To Aur Chah Na Ki !!
Tere Daste Sitam Ka ijz Nahin
Dil He Kafir Tha Jis Ne Aah Na Ki..!
تجھ کو دیکھا تو سیر چشم ہوئے
تجھ کو چاہا تو اور چاہ نہ کی
تیرے دستِ ستم کا عجز نہیں
دل ہی کافر تھا جس نے آہ نہ کی
Tere Ehsaas Ki Khushbo
Tere Ehsaas Ki Khushbo Se
Muatar Hai Saara Wajood Mera
Meri Rag Rag Main Muhabbat Teri
Meri Har Saans Pe Haq Tera..!
تیرے احساس کی خوشبو سے
معطر ہے سارا وجود میرا
میری رگ رگ میں محبت تیری
!میری ہر سانس پہ حق تیرا۔۔۔
Kabhe Khushi Se Khushi Ki Taraf
Kabhe Khushi Se Khushi Ki Taraf Nahin Daikha
Tumharay Baad Kisi Ki Taraf Nahin Daikha
Ye Soch Kar Kay Tera intazaar Laazmi Hai
Tamam Umar Ghari Ki Taraf Nahin Daikha..!
کبھی خوشی سے خوشی کی طرف نہیں دیکھا
تمہارے بعد کسی کی طرف نہیں دیکھا
یہ سوچ کر کے تیرا انتظار لازمی ہے
تمام عمر گھڑی کی طرف نہیں دیکھا
Koi Us Shakhs Sa Duniya Me Kahan Hota
Koi Us Shakhs Sa Duniya Me Kahan Hota Hai
Laakh Chehron Main Jisay Dil Ne Chuna Hota Hai
Ham To Us Mor Pay Aa Pohonchay Hain Muhabbat Main Jahan
Dil Kisi Kisi Aur Ko Chahay To Gunnah Hota Hai
کوئی اس شخص سا دنیا میں کہاں ہوتا ہے
لاکھ چہروں میں جسے دل نے چنا ہوتا ہے
ہم تو اس موڑ پہ آ پہنچے ہیں محبت میں جہاں
دل کسی اور کو چاہے تو گناہ ہوتا ہے
Tere Ishq Nay Bakshi Hai Ye Sogaat
Tere Ishq Nay Bakshi Hai Ye Sogaat Musalsal
Tera Zikar Teri Bat Musalsal
Main Muhabbat Main Is Maqam Pe Hon Jahan
Meri Zaat Main Rehti Hai Teri Zaat Musalsal
تیرے عشق نے بخشی ہے یہ سوغات مسلسل
تیرا ذکر ، تیری بات مسلسل
میں محبت میں اس مقام پہ ہوں جہاں
میری ذات میں رہتی ہے ، تیری ذات مسلسل
Sanson ka Safar Tmse Tum Tak Hai
Saanson Ka Safar Tumsay Tum Tak Hai
Han Meri Muhabbat Bhe Tumsay Tum Tak Hai
Jazba Ishq Sachaa Na Hota To Raasta Badal Laitay
Meray Raston Ka Guzar Tumsay Tum Tak Hai
سانسوں کا سفر تم سے تم تک ہے
ہان میری محبّت بھی تم سے تم تک ہے
جذبہ عشق سچا نہ ہوتا تو راستہ بدل لیتے
میرے راستوں کا گزر تم سے تم تک ہے
No comments:
Post a Comment